Aadat hogaai hai dukh ko har pal sahane ki
Har sukh ko dil main dafnaa kar chalne ki
Aadat hogaai hai aansuon ko peene ki
Palkon par khwabon ki kabar basaane ki
Aadat hogaai hai khud ko kurbaan karne ki
Dusron ki khushi ke liye khud ko meetane ki
Aadat hogaai hai zindagi ko sirf dard se jeene ki
Ek zinda laash hokar dil ki dadhkan ko sun ne ki
Aadat hogaai hai pyar ko jeet kar haar ne ki
Janeman ko har waqt khamoshi mein sune ki
Aadat hogaai hai kissi aur duniya main rahane ki
Rab se jo duaa hai ek Noor ka vardaan paane ki !

No comments:
Post a Comment